Yaadein

wo yaron ki mehfil wo muskurate pal
dil se juda hai apna beeta hua kal
kabhi guzarti thi zindagi waqt bitane me
aaj waqt guzar jata hai un yadon ko jutane mein

1 comment:

abdul moid said...

subhanallah

hum ne kai baar aisa mehsus kiya hai

apne alfaz mai pirodiya hai
dard jo tha dil ka ab baki na raha
mere ahsaas ko jo tum ne jhinjood diya hai