MAJBOORIYAN

Ajab zamane ki majbooriyan hai
darmiyan ye kaisi duriyan hai
na chah kar bhi dur hai tumse
Jaane kaisi ye humper pabandiyan hai

Jaane kitne gum is hijr mai khaye hai
milan ki aas mai kuch istarah daud aaye hai
jhuk kar na dekha mai ne apne pairoun ko
kitne zakhm aur hazarron chale hai

No comments: