Karti hai duniya kartooten
iLzaam hum par lagta hai
Hamari dariya dili ka, kuch ishh tarah tamasha huva
Ki ab toh iLzaam ka naam bhi mohan hai !!!
Tribute to Khumar Saheb - 1
Suna hai hume woh bhulane lage hai
To kya hum unhe yaad ane lage hai
hataye the jo raah se doston ki
woh pathar mere ghar mein ane lage hai
Yeh kehna tha unse mohobbat hai mujhko
yeh kehne mein mujhko zamane lage hai
qayamat yakeenan kareeb agayi hai
Khumar ab to masjid mein jaane lage hai
To kya hum unhe yaad ane lage hai
hataye the jo raah se doston ki
woh pathar mere ghar mein ane lage hai
Yeh kehna tha unse mohobbat hai mujhko
yeh kehne mein mujhko zamane lage hai
qayamat yakeenan kareeb agayi hai
Khumar ab to masjid mein jaane lage hai
Asghar urf Moid
Nazar jo zamane ki hum par padi,
yaara hum zamane mein na the..
Gar na mila jawab is ka to ehsaas-e-dil hai,
ke hum tere dostane mein na the
Teri ankhon ki adayen hum se ye bayan karti hai
Nazar jo milalo to muskurahat ka dawa karti hai
Muraad e zindagi bhi koi cheez hoti hai
Hasil ho sab ko zaroori to nahi
Mangne ko to banda falak bhi mangta hai
Hasil ho us ko woh zaroori to nahi
yaara hum zamane mein na the..
Gar na mila jawab is ka to ehsaas-e-dil hai,
ke hum tere dostane mein na the
Teri ankhon ki adayen hum se ye bayan karti hai
Nazar jo milalo to muskurahat ka dawa karti hai
Muraad e zindagi bhi koi cheez hoti hai
Hasil ho sab ko zaroori to nahi
Mangne ko to banda falak bhi mangta hai
Hasil ho us ko woh zaroori to nahi
Telugu Shayari : shtri(Women)
Dosti
Dost ban ban ke mile, mujhko zamane wale,
unse ache hai, mere haal pe hasne wale..
(please contribute your knowledge of Author, of those last two lines - Thank you!)
unse ache hai, mere haal pe hasne wale..
(please contribute your knowledge of Author, of those last two lines - Thank you!)
Mohan ki shayari
Dooriyan
Ro rahe the dekh kar woh
Bistar ke har Shikan ko
Woh haal likh chala hoon
Karwat badal badal kar
Bistar ke har Shikan ko
Woh haal likh chala hoon
Karwat badal badal kar
Khumar Saheb (Misc)
Dil-e-Barbaad
Yun badi der se Paimana liye baitha hoon
Pyar bhara tere liye Taikhana liye batha hoon
Ab to mere intezaar ko anjaam de zalim
Mai tere liye saara Maikhana liye baitha hoon
Yun zamane se jiye baitha hoon
ke apni saare ashq piye baitha hoon
ab to maut bhi nahi chusakti mujhe
haath me jo teri tasveer liye baitha hoon
Teri woh bhooli yaddash liye baitha hoon
apni woh pehli mulaqat liye baitha hoon
Dhadakta nahi to na sahin lekin
Main ab bhi woh Dil-e-barbaad liye baitha hoon
Pyar bhara tere liye Taikhana liye batha hoon
Ab to mere intezaar ko anjaam de zalim
Mai tere liye saara Maikhana liye baitha hoon
Yun zamane se jiye baitha hoon
ke apni saare ashq piye baitha hoon
ab to maut bhi nahi chusakti mujhe
haath me jo teri tasveer liye baitha hoon
Teri woh bhooli yaddash liye baitha hoon
apni woh pehli mulaqat liye baitha hoon
Dhadakta nahi to na sahin lekin
Main ab bhi woh Dil-e-barbaad liye baitha hoon
Majid ki Shayari
Sher-o-Shayari hai naam humara
Ghazlon mein jiya karte hain
Tanhai ke paighar mein daal kar, hum
Ghamon ko piya karte hai
Ghazlon mein jiya karte hain
Tanhai ke paighar mein daal kar, hum
Ghamon ko piya karte hai
Joint Venture
Humne unhe dekha na zamaane ko
Paya tha unhe sirf gawane ko
Thama tha gala, haar pehnane ko
Par unhone thama tha, gala dabane ko
Toofan ki khabar na thi mujh mastane ko
To jalna hi naseeb tha is Parwane ko
- MJD & Mohan Hyderabadi
(B.Tech 2/2)
Paya tha unhe sirf gawane ko
Thama tha gala, haar pehnane ko
Par unhone thama tha, gala dabane ko
Toofan ki khabar na thi mujh mastane ko
To jalna hi naseeb tha is Parwane ko
- MJD & Mohan Hyderabadi
(B.Tech 2/2)
Misc Ashar
Jisse Humne poori Dosti nibhayi
Usi ne humpe pehli goli chalayi
- MJD Hyderabadi
Kabhi hum unke liye bhi sanse liya karte the
jinke naam se bhi ab dum ghut ta hai
- MJD Hyderabadi
Ishq mujhe ata nahin
aur pyar main karta nahin
Ek adna si husn ki jaanib
yaar main marta nahin
- MJD Hyderabadi
Kyun Milte hai log chup chup kar pyar mein
Jeete hai milkar, aur marte hai Intezaar mein
- MJD Hyderabadi
Usi ne humpe pehli goli chalayi
- MJD Hyderabadi
Kabhi hum unke liye bhi sanse liya karte the
jinke naam se bhi ab dum ghut ta hai
- MJD Hyderabadi
Ishq mujhe ata nahin
aur pyar main karta nahin
Ek adna si husn ki jaanib
yaar main marta nahin
- MJD Hyderabadi
Kyun Milte hai log chup chup kar pyar mein
Jeete hai milkar, aur marte hai Intezaar mein
- MJD Hyderabadi
Mohobbat Hojayegi
Jo aap ko Dekhu to Mohobbat hojayegi
Gar aap jo dekhlen to Qayamat hojayegi
Muskurade aap to Inayat hojayegi
phir Mar bhi jau gar ijazat hojayegi
Tabassum ko aap ki izafat hojayegi
Khuda ki phir aur bhi karamat hojayegi
Jo Dil aap ko dedun to Amanat hojayegi
Jaan bhi phir dedun to Shahadat hojayegi
Mujh Aashiq par aapki Sharafat hojayegi
Ke chahlo hume ke Museebat hojayegi..
Gar aap jo dekhlen to Qayamat hojayegi
Muskurade aap to Inayat hojayegi
phir Mar bhi jau gar ijazat hojayegi
Tabassum ko aap ki izafat hojayegi
Khuda ki phir aur bhi karamat hojayegi
Jo Dil aap ko dedun to Amanat hojayegi
Jaan bhi phir dedun to Shahadat hojayegi
Mujh Aashiq par aapki Sharafat hojayegi
Ke chahlo hume ke Museebat hojayegi..
Pehli Baar
Jo pehli baar unhe haste dekha
Jannat ke darwaze ko maine hat te dekha
Unke palkon ko jab jhukte dekha
apne hi dhadkan ko maine rukte dekha
Zulfon ko shanon pe jab bikharte dekha
Suraj ko magrib se ubharte dekha
Lachakti chaal mein jab chalte dekha
Kaliyon ko sari dhalte dekha
Pehli baar jo unhe haste dekha..
Jannat ke darwaze ko maine hat te dekha
Unke palkon ko jab jhukte dekha
apne hi dhadkan ko maine rukte dekha
Zulfon ko shanon pe jab bikharte dekha
Suraj ko magrib se ubharte dekha
Lachakti chaal mein jab chalte dekha
Kaliyon ko sari dhalte dekha
Pehli baar jo unhe haste dekha..
Muqtasar Ashar
Sab aye kabr par meri Phool bichane
Woh ab aye hai yahan, photo khichane
Sab ko chod chad kar jab tanha rehne lage
Woh jo bach gaye the, woh bhi bhayya kehne lage
Woh ab aye hai yahan, photo khichane
- - -
Sab ko chod chad kar jab tanha rehne lage
Woh jo bach gaye the, woh bhi bhayya kehne lage
Manzil - Response to Manjil
Banadi Maut ko tumne is Dil ki Tamanna
Sanse lete hai to bus teri Khushi dekhne ke liye
Sanse lete hai to bus teri Khushi dekhne ke liye
Mohan ki Shayari
Galib Ki Mazar par Baith kar Humne Jo Ki Shayari
Galib Ki Mazar par Baith kar Humne Jo Ki Shayari
Pata Chala Pata Chala ........
Ki Yeh Shayari Unhee ki thi Unhee ki thi!!!!
Galib Ki Mazar par Baith kar Humne Jo Ki Shayari
Pata Chala Pata Chala ........
Ki Yeh Shayari Unhee ki thi Unhee ki thi!!!!
Mohan Ki Shayari
Yeh Chehra hai ya khwabon ka shamiyana,
Ise Naqabon mein na chupao jaane-jaana,
Teri shama ka hoon main Parwana,
Isi Chehre par Madhosh hai yeh zamana
- Mohan Hyderabadi
(Adieu - Farewell Party, 2002)
Khud hi chot pohchate ho,
Aur khud hi rooth jaate ho,
Bhala bataiye humara kasoor kya hai,
Bus itna, Bus itna ..
Bus itna ki humne chot khayi hai
- Mohan Hyderabadi
(Aurora, 2001)
Ise Naqabon mein na chupao jaane-jaana,
Teri shama ka hoon main Parwana,
Isi Chehre par Madhosh hai yeh zamana
- Mohan Hyderabadi
(Adieu - Farewell Party, 2002)
Khud hi chot pohchate ho,
Aur khud hi rooth jaate ho,
Bhala bataiye humara kasoor kya hai,
Bus itna, Bus itna ..
Bus itna ki humne chot khayi hai
- Mohan Hyderabadi
(Aurora, 2001)
Kambaqt Mohabbat
Shararat na hoti, Shikayat na hoti,
Nayno mai kisiki nazakat na hoti,
Na hoti bekarari na hote hum tanha,
Jo jahan mai kambakht ye mohabbat na hoti,
Na hote sapne, ye khawboo ki duniya,
kisi ko chahat ki tamana na hoti,
Na zulfo ki mehek, na phulo ki khusboo,
Yaadon me unki ye raate na kat ti,
Jo na hoti mohabbat ye aansu na hote,
Dil bhi na khota aaj tanha na rote
Deewano si apni ye halat na hoti,
Jo jahan me ye kambakht mohabbat na hoti!!!!!!!!!
- Benaam Shayar
Nayno mai kisiki nazakat na hoti,
Na hoti bekarari na hote hum tanha,
Jo jahan mai kambakht ye mohabbat na hoti,
Na hote sapne, ye khawboo ki duniya,
kisi ko chahat ki tamana na hoti,
Na zulfo ki mehek, na phulo ki khusboo,
Yaadon me unki ye raate na kat ti,
Jo na hoti mohabbat ye aansu na hote,
Dil bhi na khota aaj tanha na rote
Deewano si apni ye halat na hoti,
Jo jahan me ye kambakht mohabbat na hoti!!!!!!!!!
- Benaam Shayar
Subscribe to:
Posts (Atom)