Nazar jo zamane ki hum par padi,
yaara hum zamane mein na the..
Gar na mila jawab is ka to ehsaas-e-dil hai,
ke hum tere dostane mein na the
Teri ankhon ki adayen hum se ye bayan karti hai
Nazar jo milalo to muskurahat ka dawa karti hai
Muraad e zindagi bhi koi cheez hoti hai
Hasil ho sab ko zaroori to nahi
Mangne ko to banda falak bhi mangta hai
Hasil ho us ko woh zaroori to nahi
No comments:
Post a Comment