Joint Venture

Humne unhe dekha na zamaane ko
Paya tha unhe sirf gawane ko

Thama tha gala, haar pehnane ko
Par unhone thama tha, gala dabane ko

Toofan ki khabar na thi mujh mastane ko
To jalna hi naseeb tha is Parwane ko

- MJD & Mohan Hyderabadi
(B.Tech 2/2)

No comments: