Mohan ki shayari

Bistar ki silbaton se
yeh mahsoos hota hai
ke kisi ne dam toda
Karwatein badal badal kar



Koi kyun na mar jaye, is saadgi par
Katl bhi kartein hain,
aur haath mein Talwar bhi nahi..


Hum aah bhi kartein hai to hojate hain Badnaam
Woh katl bhi kartein hai to, charcha nahi hota..

No comments: