mohabat ka sabaq

Tere ishq ne jaanam kuch aisa sabaq diya
kisi aur se ab dil mohabbat nahi chahe
socha tha ke tujhse dil ko sukoon milega lekin
dil pe yeh nishaan maine nahi chahe

1 comment:

Majju said...

Dil ka lagana, nishan kar jata hai
kissa woh sara, bayan kar jata hai
gar kehna ho unko, ki mohobat nahi
To rai ka sara, pahad ban jata hai