Armaan

Humne jin galiyon ko choda,
Use apna beeta kal samaj liya
Humne tumse mohhabat kiya
Use apna muqqadar samaj liya
Chand nahi chupta hamesha
Kale Badalon ke peechee
Aaj phir seh nayee armaan jage
Use apna aaj aur kal samaj liya

Inspired by Mukhbir...

2 comments:

Majju said...

Un galiyon ko choda,
toh beta kal samajh liya
Unse apna Dil jo Joda,
toh Muqaddar samajh liya

kabhi Chand chup gaya,
toh Amaawas samajh liya
Aur tu chup gaya,
Toh Qayamat samajh liya

abdul moid said...

kya majid bhai bichre ke ARMAAN ki kaiku vat lagare