Haal ab mere dil ka kuch na poocho yaro
bus naam us ka le le kar saan ban jati hai
Majaal kya hogi Aashiq ki yaro
Samne Sanam ho to nazar Ghustaq ban jati hai
Us Nigah-e-Maikashi per nisaar hua sara jahan
Us Ada-e-Qudrati par nisaar hua sara jahan
Dekh kar unko nazar jukhi to haya ban jati hai
bus dekhte hi dekhte rahe to nazar khata bun jati hai
1 comment:
Wah! Wah! jinke liye likhe hain unhe khuda nazar-o-bad se bachaye.
..BaKhuda ismein aap bhi shamil hain....
Post a Comment